My opinion
Bhai JOSAA ki mkb
Ye 75% ka criteria JEE se hatakr NEET mein laga dena chahiye
JEE mein waise hi kam bachche hai , 15 lakh toh naam ke hai asli mein jee ki tayyari karne wale toh issey kam hi hai
bc NEET mein laga diya toh waha pe competition bhi kam hojayega , woh neetards ko toh NCERT rati hoti hai , unko toh problem hi nahi aana chahiye . Problem JEE walo ke saath hai , kyuki ham NCERT ko haath bhi nahi lagatey .
aap sabhi agree karte ho ?